August 10, 1954
Letter 22
Page 1 of 2

Page 2 of 2

URDU TRANSLATION :
Om Agra 1.8.54
Dear Pyare Singh Ji,
Namaste. Main Pandharpur se wapis aa gaya hoon aur 24 tareekh ko duty par aa gaya tha. Wahan se aane ko dil nahi chahta tha. Is mele mein 4 lakh aadmi jama tha. Wahan par mujhe har waqt aapki yaad aati thi. Wahan par 15 din bahut hi achhi tarah se guzre. Maine kaha tha ke barsat mein program banayenge lekin aapne abhi tak kuch pata nahi diya. Barish ka kya haal hai. Yahan par to pehle bhi barish hui thi, ab to sakht garmi parti hai. Fasal ka haal likhna. Jis din se wahan se aaya hoon meri sehat kuch theek nahi rehti hai. Rashni paal ka haal likhna, wo chalnai laga hai kai nahi? iski tango ki malish jaari rakhna. Bacho ko pyar , sabko darja ba darja namaste. jawab jald likhna.
kabili.
Last edited by musharafmadiha9@gmail.com · April 13, 2026